Hello Everyone! Toh aaj hum jaanenge ki Gas ki problem kya hoti hai, iske kaaran kya hote hai aur end me jaanenge Gas se chhutkara paane ke liye kuch behtareen medicines ke baare. Toh bina deri kiye chaliye shuru karte hai hamara aaj ka topic. Pet me Gas banna kya hota hai? Pet me gas banne par pet ka fulna(flatulence) aur pet tight lagna ya pet ka bhaari lagna aise kuchh symptoms rehte hai. Hum jab khaana khaate hai toh hamare pet me, Hydrogen, Carbon-dioxide aur Methane Gas nikalta hai jis wajah se Hume Gas/Acidity ki problem ho jaati hai. Ise pet ka Gas ya intestinal Gas se bhi hum define kar sakte hai. Yah Gas generally, Anus ke zariye, badbu(Bad smell) aur Awaaz ke sath bahar nikalti hai. Pet me Gas ke kuch lakshan(Symptoms) - Bar-bar Gas ka nikalna. - Bar-bar Dakaar aana. - Pet ful jana. - Pet me dard aur bechaini hona. - pet me aaithan. Pet me Gas banne ke kuchh Kaaran(Causes) - Zyda khaana khaane se. - Smoking Karne se. - C...
All the information which provided here are for knowledge purpose only, Before taking any medication, first consult with your doctor or any pharmacist of your local area.