Hello Everyone! Aaj hum jaanenge Ulti(Vomiting) Kya hai, ulti hone ke kaarano ko samjhenge aur end me dekhenge Ulti Rokne ke kuchh best mediccations ke baare me. Toh bina der kiye chaliye shuru karte hai aaj ke topic ko. Ulti(Vomiting) hona kya hota hai? Ulti(Vomiting) kisi bhi age ke group ke insan ko ho sakta hai. Ulti hone ke kayi wajah(reason) hi sakte hai jaise, Indgestion ke karan, Ulta-seedha khaana khaane ke karan, Women me Pregnancy ke karan ulti ho sakta hai, Kayi logo ko Car/Bus/Train ya kisi gaadi me safar karne se ulti hota hai etc. Hamare Body ke structure ke according shaarir me jab unimportant matter Jama ho jata hai toh hamara pet use nikal deta hai. Isi tarah hamare sharir ke andar toxins ko forcibly bahar nikalne ke physiological Process ko ulti hona kehte hai. Ulti(Vomiting) ke kuchh Kaarano ko jaante hai - Body me kuch genral virus ya kuch aur infections ke karan, Isse pet me Aithan ho sakta hai jis karan ulti ho sakti hai. - Norovirus aur R...
All the information which provided here are for knowledge purpose only, Before taking any medication, first consult with your doctor or any pharmacist of your local area.